Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAlbela (1951)
HomeAlbela (1951)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


balma bada nadaan re balma bada nadaan preet ki naa jaane pehchaan reeee balma bada nadaan re balma bada nadaan baiyaan pakduuun baiyaan pakdun haath dabaaun baiyaan pakdun haath dabaaun samjhat naahi kaise samjhaaun samjhat naahi kaise samjhaaun laakh jatan kiye haar gayi main rogi ho gayi jaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan bedardi sang naata laagaaaaa bedardi sang naata laaga meri preet ka bhaag na jaga meri preet ka bhaag na jaga binti karun main paiyaan padun main ab to meri maan re balma bada nadaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan preet ki naa jaane pehchaan reeee balma bada nadaan
bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote o o o o o o naye zamaane ki ye chhaila ujle kapde dil hai maila rang rangi inki taayi ghar mein lekin kadki chhaayi kadki chaayi kadki chaayi kadki chaayi rang rangi inki taayi ghar mein lekin kadki chhaayi fashion mein dil ote pote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote naye zamaane ki ye naari oonchi sandal banki saadi nainon mein kajra honthon pe laali haath mein kangan kaan mein baali kaan mein baali nainon mein kajra honthon pe laali nakhre bade mote mote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote husn aur ishq ki ye ladayi suru se jug mein hoti aayi na koi jeete na koi haare ajee kyun na phir miljaayein pyaare na tum bade na hum chhote naam bade aur darshan chhote darshan chhote
ghazab ki neend haiiiiii zaalim shabaab soya hai chaman ki god mein jaise gulaab soya hai mehfil mein meri kaun ye deewana aa gaya ye deewana aa gaya jab shamma ne pukaara to parwaana aa gaya ho parwaana aa gaya mehfil mein meri kaun ye deewana aa gaya ye deewana aa gaya jab shamma ne pukaara to parwaana aa gaya ho parwaana aa gaya aana hai mere paas to khanjar ko dekh lo aana hai mere paas to khanjar ko dekh lo khanjar ko dekh lo khanjar ko dekh lo dekh lo aji yun kaho ke aankh ke nashtar ko dekh lo aji yun kaho ke aankh ke nashtar ko dekh lo dekha tumhen too husn pe marr jaana aa gaya ho marr jaana aa gaya mehfil mein meri kaun ye deewana aa gaya ye deewana aa gaya jab shamma ne pukaara to parwaana aa gaya ho parwaana aa gaya deewane deewane apni maut ka bhi darr nahin tumhen hoooo oooo ooo oooooooo aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa deewane apni maut ka bhi darr nahin tumhen deewane aise hote hain khabar nahin tumhen deewane aise hote hain khabar nahin tumhen aye husn
dheere se aa ja ri akhiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja dheere se aa ja ri akhiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja chupke se nainan ki bagiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja ho o o o o o lekar suhaane sapnon ki kaliyaan sapnon ki kaliyaan lekar suhaane sapnon ki kaliyaan aa ke basaa de palkon ki galiyaan palkon ki chhoti si galiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja dheere se aa ja ri akhiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja chupke se nainan ki bagiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja ho o o o o o taaron se chhup kar taaron se chori taaron se chori taaron se chhup kar taaron se chori deti hai rajani chanda ko lori hansta hai chanda bhi nindiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja dheere se aa ja ri akhiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja chupke se nainan ki bagiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja
dil dhadke nazar sharmaaye dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya raaton ko neend naa aaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya ooooo oooo oooooo oooooo ankhiyaan din ko sapne dekhen paagal manva dole ooooo oooo oooooo oooooo meetha meetha dard uthe jab dil mein haule haule aur yaad kisi ki aaye jiya bhar aaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya chupke chupke mann mein laage armaanon ka mela koi kisi ki yaad mein dooba baitha rahe akela chupke chupke mann mein laage armaanon ka mela koi kisi ki yaad mein dooba baitha rahe akela tasveer si ek ban jaaye nazar naa aaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya
kabhi kaali ratiyaan kabhi din suhaane kismat ki baaten to kismat hi jaane ooooooo beta ji o beta ji are o babu ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji badi akad se beta nikle ghar se actor hone waah ri kismat waah ri kismat kismat mein the likhe bartan dhone are bhai likhe bartan dhone o beta ji jeene ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji are o babu ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji duniyaa ke iss chidiyaa ghar mein tarah tarah ka jalwa mile kisi ko sookhi roti kisi ko poori halwa are bhai kisi ko poori halwa o beta ji khichdi ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram
shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum seeti bajaana chhod do ghadi ghadi khidki mein khadi tum teer chalaana chhod do tum teer chalaana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do roz roz tum meri gali mein chakkar kyun ho kaatte ajee chakkar kyun ho kaatte sachchi sachchi baat kahoon main sachchi sachchi baat kahoon main aji tumhaare vaaste tumhaare vaaste jaao jaao hosh mein aao yun aana jaana chhod do yun aana jaana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do mujhse tumhein kya matlab hai ye baat zara batlaao baat fakat itni si hai ke tum meri ho jaao aao aao tum meri ho jaao aisi baatein apne dil mein saahib tum laana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do chaar maheene mehnat ki hai aji rang kabhi to laayegi jaao jaao ji yahaan tumhaari daal kabhi galne na paayegi aji daal kabhi galne na paayegi dilwaalon
shola jo bhadke dil mera dhadke shola jo bhadke dil mera dhadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke shola jo bhadke dil mera dhadke shola jo bhadke dil mera dhadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke mehki hawaayein behke kadam mere aise mein thaam lo aa ke balam mere mehki hawaayein behke kadam mere aise mein thaam lo aa ke balam mere patta bhi fadke to bijli si kadke patta bhi fadke to bijli si kadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke pyaar ko mere kisne pukaara dil mein utar gaya kis ka ishaara pyaar ko mere kisne pukaara dil mein utar gaya kis ka ishaara yaad ye kis ki laayi pakad ke yaad ye kis ki laayi pakad ke dard jawaani ka sataaye badh badh ke aa aa aa aa aa aa dekha jo tumko dekha jo tumko dard gaya tham ab to na honge tum se juda hum dekha jo tumko dard gaya tham ab to na honge tum se juda hum jee na sakenge tum se bichhad ke jee na sakenge tum se bichhad ke dard jawaani ka sataaye badh badh ke
mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara khaamosh zamana soye ik mera hi dil roye ik mera hi dil roye khaamosh zamana soye ik mera hi dil roye ik mera hi dil roye aur dil par teer chalaaye aur dil par teer chalaaye ik jhilmil karta taara haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara naa bane baat kuchh keh ke aur jale jiya chup reh ke aur jale jiya chup reh ke naa bane baat kuchh keh ke aur jale jiya chup reh ke aur jale jiya chup reh ke bas chupke chupke tadpe bas chupke chupke tadpe majboor koi bechaara haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara ankhiyon se neendiya bhaagi palkon mein rimjhim laagi palkon mein rimjhim laagi ankhiyon se neendiya bhaagi palkon mein rimjhim laagi palkon mein rimjhim laagi ab aan milo o
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Balma Bada Nadaan Re Albela (1951) 03:06 19114
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:06   Song Number : 19114   

Bholi Surat Dil Ke Khote Albela (1951) 03:40 20227
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Duration : 03:40   Song Number : 20227   

Deewana Aa Gaya Albela (1951) 03:40 12635
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Bhagwan, Geeta Bali
Duration : 03:40   Song Number : 12635   

Dheere Se Aa Ja Ri Albela (1951) 03:25 20336
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vimala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:25   Song Number : 20336   

Dil Dhadke Nazar Albela (1951) 03:08 20351
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:08   Song Number : 20351   

Kismat Ki Hawaa Kabhi Albela (1951) 04:39 20785
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Chitalkar
On Screen Actors- 
Bhagwan
Duration : 04:39   Song Number : 20785   

Shaam Dhale Khidki Talle Albela (1951) 03:40 21229
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:40   Song Number : 21229   

Shola Jo Bhadke Albela (1951) 04:28 21240
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Duration : 04:28   Song Number : 21240   

Teri Yaad Ne Maara Albela (1951) 03:51 12634
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajinder Krishan
On Screen Actors- 
Bhagwan, Geeta Bali
Duration : 03:51   Song Number : 12634